Meri ankhon ka he dhoka ya wo shakhs mere qarib he,,,,,
main hon khushnaseeb ya wo mera raqeeb he,,,,

chhen kar mujh se mera hi dil kheta he mujhe,,,,
main hon mehman tere dil ka aur tu hi mera habib he,,,

anjam-e-muhabbat se AADII kon waqif nahi he jhan bhar mein,,,,,
ya tu tang he wo apni zindagi se ya mera marrna qarib he,,,,,

No comments:
Post a Comment